Urdu Shayari:Urdu Shayari Hum sabko Bhut zyada Pasand hoti hai.
Hum Zyadatar Urdu shayari in Hindi Social Media par Search Karte Rehte Hain .
Aaj Hum Aapke liye Urdu shayari ke liye Famous Shayar Jnab Khalil-ur-Rehman Qamar ki Shayari post kar rahe hain.
Khalil-ur-Rehman Qamar Pakistan ke Famous Writer, Director aur Diialouge writer hain.
Unka Drama Mere Paas Tum Ho Pure World Mien Famous ho chuka Hai. Urdu Shayari Mein Unka Ek Khas Maqam Hai.
Lekin Urdu Shayari In Hindi Aapko Kami se Hi milti Hai Lekin Iss post Mein aapko urdu shayari aasani se hindi or english mein mil jayegi.
Khalil-ur-Rehmaan Qamar sahab apne dil ke dard ko apni Urdu shayari mein byan karte hain.Sadqay Tumhaare drama unki apni love Story hai.
Ummid Hai aap sabko Ye post “urdu shayari in hindi”zaroor pasand aayega.
Aap yhan free mein images aur video bhi download kar sakte hain or apne friends,girl friends,boy friends ke sath share kar sakte hain.
Ye urdu shayari ek Dard bhare dil ki aawaz hai.
Urdu shayari in hindi
एक चेहरे से उतरती हैं नक़ाबें कितनी
लोग कितने हमें एक शख़्स में मिल जाते हैं
वक़्त बदलेगा तो इस बार में पूछुंगा उसे
तुम बदलते हो तो क्यों लोग बदल जाते हैं।
Ek Chehre Se utarti Hai Nqabe Kitni
Log Kitne Hamen ek shkhas Mein mil Jaate Hain
Waqt badlega To is bar Mein Poochhonga use
Tum Badalte ho to Kyon Log Badal Jaate Hain
मतलब ये के भूला नहीं हूँ
ये भी नहीं के याद आते हो
पहले सबसे पहले तुम थे,अब
तुम सबके बाद आते हो
Matlab Ye Ke Bhoola Nahi Hun,
Ye Bhe Nahi Ke Tum Yaad Ate Ho
Pehle Sab Se Pehle Tum the,
Ab Tum SabKe Baad Ate Ho
आँखें खली रख लेंगे हम
सारे ख़्वाब जला डालेंगे
तेरे नाम पे नफ़रत लिख कर
तेरा नाम मिटा डालेंगे
Ankhain Khali Rekh Lain Ge Hum ,
Sare Khawab Jala Dale Ge
Tere Naam Pe Nafrat Likh Kar,
Tera Naam Mita Dalen Ge
किताबे ज़रफे मोहब्बत पे हाथ रख के कहो
सवाल जान का आया तो वार जाएंगे
Kitaab e Zarf e Muhabbat Pe Hath Rakh Ke Kaho
Sawal Jaan Ka Aya Tu Waar JaynGe
सूरते हुस्ने मकाफ़ात नज़र आई है
ज़िन्दगी अब तेरी औक़ात नज़र आई है
अब कहाँ हैं वो तेरी बदमाशियाँ बोलो
जब तुझे दिन में तेरी रात नज़र आई है
Surat e Husan e Makafat Nazar Ati Hai
Zindgi Ab Teri Oqaat Nazar Ayi Hai
Ab Kahan Hai Woh Teri Badmashian Bolo
Jab tughe Din Ma Teri Raat Nazar Ayi Hai
वक़्त को तब में तेरी रफ़्तार कहा करता था
जब तेरे प्यार को ही प्यार कहा करता था
तेरे होने से समझता था के दुनिया तुम हो
वैसे दुनिया को मैं बेकार कहा करता था
Waqt Ko Tab Main Teri Raftaar Kaha Karta tha
Jab Tere Pyar ko Hi Pyar Kaha Karta Tha
Tere Hone se samjhta tha ke Dunyia Tum Ho
Wase Dunyia Ko Mian Bekaar khaa karta tha
urdu shayari in english
Aankh mein nam tak
आंख में नाम तक आ पोहन्चा हूँ
उसके ग़म तक आ पोहन्चा हूँ
पहली बार मोहब्बत की थी
आखरी दम तक आ पोहन्चा हूँ
उसके दर्द से फैज़ मिला है
इज्ने कलम तक आ पोहन्चा हूँ
हाथ बढ़ाकर छुने लगा हूँ
दस्ते अलम तक आ पोहन्चा हूँ
सांसों में संगीत नहीं अब
सुर से सम तक आ पोहन्चा हूँ
मुल्के अदम में रहते होना
राहे अदम तक आ पोहन्चा हूँ
अगले क़दम पर तुमसे मिलूँगा
अगले क़दम तक आ पोहन्चा हूँ |
AANKH MEIN NAM TAK AA POHNCHA HUN
USKE GHAM TAK AA POHNCHA HUN
PEHLI BAAR MOHABBAT KI THI
AAKHRI DAM TAK AA POHNCHA HUN
USKE DARD SE FAIZ MILA HAI
IZNE QALAM TAK AA POHNCHA HUN
HATH BDHAKAR CHUNE LGA HUN
DASTE ALAM TAK AA POHNCHA HUN
SANSON MEIN SANGEET NAHI AB
SUR SE SAM TAK AA POHNCHA HUN
MULKE ADM MEIN REHTE HO NA
RAAHE ADM TAK AA POHNCHA HUN
AGLE QADAM PAR TUMSE MILONGA
AGLE QADAM TAK AA POHNCHA HUN
Also Read This:Comedy status|Funny quotes in hindi
Main Business Man Hun Jaanm
मेरी शोहरत मेरा डंका,
मेरे अज़ाज़ का सुनकर,
कभी ये न समझ लेना
में चोटी का लिखारी हों
में बिज़नेस मैन हो जानम
में छोटा सा ब्यापारी हों
मेरी आढ़त पे बरसों से जो मेहंगे
दाम बिकता है
वो तेरे ग़म का सौदा है
तेरी आँखें तेरे आँसू
तेरी चाहत तेरे जज़्बे
यहां शेल्फों पे रखे हैं
वही तो मैंने बेचें है
तुम्हारी बात छिड़ जाए
तो बातें बेच देता हूं
ज़रुरत कुछ ज़्यादा हो तो यादें
बेच देता हों
तुम्हारे नाम के सदके बहुत पैसा कमाया है
नई गाड़ी खरीदी है नया बंगला बनाया है
मगर क्यों मुझको लगता है
मेरे अंदर का ब्यापारी तुम्ही
को बेच आया है
में बिज़नेस मैन हों जानम
Meri Shohrat Mera Danka
Mere azaz ka sunkar
Kabhi ye na smajh lene
Mein choti ka likhari hon
Mein business man hon janam
Mein chota sa vyapari hon
Meri Adat pe barson se jo mehnge Daam bikta hai
Wo tere gham ka sauda hai
Teri Aankhen Tere Aanson
Teri chahat tere jazbe yhan
Shelfon pe rakhen hain
Wo hi to maine baichen hain
Tumhari baat chid jaye to baaten bech deta hon
Zaroorat kuch zyada ho to yaaden bech deta hon.
Tumhare naam ke sadqey bhut paisa kamaya hai
Nai gadi kharidi hai, Nya bangla bnaya hai
Magar kyon mujhko lagta hai
Mere andar ka vyapari tumhi ko bech aaya hai
Mein business man ho janam
Urdu shayari download
Khawab Palkon ki Htheli pe
ख़्वाब पलकों की हथेली पे चुने रहते हैं
कौन जाने वो कभी नींद चुराने आए
मुझपे उतरे मेरे अल्हाम की बारिश बनकर
मुझको एक बूँद समंदर में छुपाने आए
जब मैं संवरों तो वो गुलनार करे मेरा तबस्सुम
जब मैं हंस दों तो वो गुन्चा सा चटकना चाहे
जब में तनहा हो तो मेरा हाथ पकड़ ले आकार
जब में चुप हों तो बदल सा बरसना चाहे
मेरी बरसों की उदासी को सीला कुछ तो मिले
उससे कह दो वो मेरा क़र्ज़ चुकाने आए
वो मेरे कांपते होटों की सदाये सुन ले
या मेरे ज़ब्त को इज़हार का लहजा दे दे
या मुझे तोड़ दे एक गहरी नज़र से छूकर
या मुझे चूमके तख़लीक़ को साँचा दे दे
मेरी तरतीब उठा जाये ख़ुदा की मानिंद
और मिट जाओं तो फिर मुझको बनाने आए
ख़्वाब पलकों की हथेली पे चुने रहते है
Khawab palakon ki hatheli pe chune rahte hain
Kun Jane wo Kabhi Nind Churane Aaye
Mujh pe utre Mere alham ki Barish ban kar
Mujhko Ek Boond samander Mein chhupane Aaye
Jab main sanwron to wo gulnar Kare Mera Tabassum
Jab Main Hans to don to wo Guncha Sa chatakna Chahe
Jab Main Tanha Hon to Mera Hath Pakad Le Aakar
Jab Main chup Hun To wo Badal Sa barasna Chahe
Meri Barso ki Udasi ko Sila Kuchh To mile
Usse kah do wo Mera qarz chukane Aaye
Wo Mere kanpte Hothon ki Sadayen Sun Le
Yah Mere zabt ko Izhar Ka lehja de-de
Ya Mujhe Tod De Ek gahri Nazar se chokar
Ya Mujhe chumke takhliq Ko sanch de de
Meri tartib utha jaye Khuda Ki manind
Aur mit jaon to phir Mujhko Banane Aaye
Khawab palkon ki hatheli pe Chune rahte hain
Kaun Jaane wo Kabhi Nind Churane Aaye
Ashqe Nadan Se Kaho
अश्के नादाँ से कहो बाद में पछताएंगे
आप गिर कर मेरी आँखों से किधर जाएंगे
अपने लफ़्ज़ों को तकल्लुम से गिरा कर जाना
अपने लहजे की थकावट में बिखर जाएंगे
तुम से ले जाएंगे हम छीन के वादे अपने
अब तो क़समों की सदाक़त से भी डर जाएंगे
एक तेरा घर था मेरी हद्दे मुस्साफ़त लेकिन
अब ये सोचा है के हम हद से गुज़र जाएंगे
अपने अफ़कार जला डालेंगे कागज़- कागज़
सोच मर जाएगी तो हम आप भी मर जाएंगे
इससे पहले के जुदाई की ख़बर तुमसे मिले
हमने सोचा है के हम तुमसे बिछड़ जाएंगे
Ashqe nadan se kaho baad mein pachtayege
Aap gir kar meri Aankhon se kidhar jayenge
Apne lafzon ko takllum se gira kar jaana
Apne lehje ki thakavat mein bikhar
Jaayenge
Tumse le jayenge hum chin ke wade apne
Ab to Qasmon ki sadaqat se bhi darr jayenge
Ek Tera ghar tha meri hade Musaafat lekin
Ab ye socha hai ke hum had se Guzar jayenge
Apne Afkaar jlaa dalenge kagaz kagaz
Soch Mar jaygi to hum app bhi mar jayenge
Isse pehle ke judai ki khabar tumse mile
Humne socha hai ke hum tumse bichchad jayenge.
Tumhara Aakhri Message
तुम्हारा आखिरी मैसेज मेरे इनबॉक्स में रखा है
उसमे तुमने लिखा है मुझे अब भूल जाना तुम
जुदाई फाँस भी हो तो सब्र से झूल जाना तुम
मुझे अपनी क़सम दी है मेरी तो जान ले ली है
मगर में जान देकर भी आखिर तक निभाऊंगा
मैं तुझको भूल जाऊंगा
मगर तुमसे फ़क़त मेरी ज़रा सी ये गुज़ारिश है
मेरी आँखों मै मत रहना मेरे दिल से उतर जाना
भुलाने भूल जाने में तुझे मैं याद कर लूं तो
मुझे तुम याद न आना कभी भी याद न आना
Tumhara aakhri message mere inbox mein rakha hai
Usme tumne likha hai mujhe ab bhul jana tum
Judai phans bhi ho to sabr se jhul jana tum
Mujhe apni qasam di hai meri to jaan le li hai
Magar mein jaan dekar bhi akhir tak nibhaunga
Mein tujhko bhul jaonga
Magar tumse faqat meri zraa si ye guzarish hai
Meri Aankhon mein mat rehna mere dil se utar jaana
Bhulaane bhul jaane mein tujhe mein yaad kar lon to
Mujhe tum yaad na aana kabhi bhi yaad na aana.
Mai Jee gya hun
जैसे में जी गया हूं जी कर दिखाये
खली हो जाम आपका पीकर दिखाये
माहिर रफोगीरों से कहिये ने एक बार
वो ज़ख्म दे गया है सी कर दिखाये
Jaise mein jee gya hon jee kar dikhaye
Khali ho jaam aapka pee kar dikhaye
Mahir rafogiron se kahiye ne ek baar
Wo zakhm de gya hai see kar dikhaye
Tumhare baad
तुमसे तुम्हारे बाद ये ही वास्ता रहा
बिछड़े हुओ में नाम तेेेयारर ढोंड़ता रहा
लिख तो दिया के आज से तुम मेरे नहीं हो
लेकिन क़सम से हाथ मेरा काँपता रहा
Tumse tumhaare baad ye hi wasta rha
Bichde hoo mein naam tera dhoondta rha
Likh to diya ke aaj se tum mere nahi
Lekin qasam se haath mera kanpta
Rha
Khwahishon ke azaab
मैं ख्वाहिशों के अज़ाब लेकर चला गया हूं
वो दिल वो खाना ख़राब लेकर चला गया हूं
मैं छोड़कर अपनी राह तकती उदास आँखें
जो बच गए थे वो ख़्वाब लेकर चला गया हूं
जिस पे मैंने मोहबत्तों की वही लिखी थी
वो एक ममनों किताब लेकर चला गया हूं
बस एक अजल को सुना गया हूं जो दास्ताँ थी
मैं ज़िन्दगी से हिसाब लेकर चला गया हूं
मैं काफिलों को दिखा गया हूं निशाने मंज़िल
मैं रास्तों के सराब लेकर चला गया हूं
उन्हें कहो के मैं ढोंड़ने से नहीं मिलूँगा
मैं गर्दे राह की नक़ाब लेकर चला गया हूं
Main khwahishon ke azaab lekar chala gya hon
Wo dil wo khana kharab lekar chala gya hon
Main chodkar apni rah takti udaas aankhen
Jo bach gaye the wo khawab lekar chlaa gya hon
Jis pe maine mohabbaton ki wahi likhi thi
Wo ek mamnon kitab lekar chlaa gya hon
Bas ek ajal ko suna gya hon jo daastaan thi
Main zindagi se hissab lekar chlaa gya hon
Main kafilon ko dikha gya hon nishane manzil
Main raston ke sraab lekar chlaa gya hon
Unhe kaho ke main dhoondne se nahi milonga
Main garde raah ki Naqab lekar chlaa gya hon
Jlaa Kar Lakdiyan Gili
जलाकर लकड़ियाँ गीली मैं क्यों धुआं करता
वो दिल की बात थी उसको कहाँ-कहाँ करता
अभी तो शौक़ की राहों से लूट के आया हूं
अभी कहाँ मैं भरोसाए कारवाँ करता
Jlaa ke lakdiyan gili main kyon dhuan karta
Wo dil ki baat thi usko khan-khan karta
Abhi to shauq ki rahon se loot ke aaya hon
Abhi khan main bhrosaye karwan karta
Teri Aankhon ke dariya ka
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था
मोहब्बत भी ज़रूरी थी बिछड़ना भी ज़रुरी था
Teri Aankhon ke dariya ka utrna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi bichadna bhi zaroori tha
Lafz kitne hi
लफ्ज़ कितने ही तेरे पैरोँ से लिपटे होंगे
तूने जब आखिरी ख़त मेरा जलाया होगा
तूने जब फूल किताबों से निकाले होंगे
देने वाला भी तुझे याद तो आया होगा
तूने किस नाम से बदला है मेरा नाम बता
किसको लिखा तो मेरा नाम मिटाया होगा
Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge
Tune jab akhiri khat mera jalaya hoga
Tune jab phool kitabon se nikale honge
Dene wala bhi tujhe yaad to aaya hoga
Tune kis naam se badla hai mera naam btaa
Kisko likha to mera naam mitaya hoga
Gham Hai Ya Lutfe Gham Hai
ग़म है या लुतफे ग़म है मालूम कुछ नहीं
बस ये है के दर्द के मारे नहीं रहे
वैसे भी तेरे बाद की कहानी है मुख़्तसर
वैसे भी तेरे बाद हम तुम्हारे नहीं रहे
Gham hai ya lutfe gham hai maloom kuch nahi
Bas ye hai ke dard ke mare nahi rahe
Waise bhi tere baad ki kahani hai mukhtsar
Waise bhi tere baad hum tumhare nahi rahe